Poetry / Love
Mera tamam fann, meri kawish, mera riyaaz
Ek natamam geet k misry hyn jin k beech
Maani ka rabt hy na kisi qafiye ka mail
Anjaam jis ka tay na hoa ho ek aesa khayal
Meri mtaa bs yehi jadu hy ishq ka
Seekha hy jis ko maine barri mushkiloon k sath
Lekin ye seher e ishq ka tohfa ajeeb hy
Khulta nahi hy kuch k haqiqat me kya hy ye
Taqdeer ki ataa hy ya koi sazaa hy ye
Kis sy kahen ay jaan k ye qissa ajeeb hy
Kehny ko yun to ishq ka jadu hy mery paas
Pr mery dil k wasty itna hy es ka bojh
Seeny sy ek pahar sa hatta nahi hy ye
Lekin asar k baab me halka hy es qadr
Tujh py agr chlaon to chalta nahi hy ye...!

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 23, 2017 at 13:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video