Poetry / Love
H.u.rehman
maine poocha kaisay ho
badlay ho ya waisay ho
roop wahi andaz wahi
ya phir usmay kam koi
hijar ka koi ahsaas tou hoga
koi tumharay paas tou hoga
mein bichda ye majboori thee
kab manzoor muje ye doori thee
sath hamara kab choota hai
rooh ka rishta kab toota hai
aankh se ansoo jo behte hain
tum ko khabar hai kya kehte hain
mene kaha awaz tumhari
aaj b hai hamaraz hamari
phool wafa k khil jayenge
ik din ham phir miljayenge
badlay ho ya waisay ho
roop wahi andaz wahi
ya phir usmay kam koi
hijar ka koi ahsaas tou hoga
koi tumharay paas tou hoga
mein bichda ye majboori thee
kab manzoor muje ye doori thee
sath hamara kab choota hai
rooh ka rishta kab toota hai
aankh se ansoo jo behte hain
tum ko khabar hai kya kehte hain
mene kaha awaz tumhari
aaj b hai hamaraz hamari
phool wafa k khil jayenge
ik din ham phir miljayenge
Advertisement
·
4 Like ·
Dec 31, 2014 at 16:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video