Poetry / Love
Lafzoon ka sodagar
Lafz to sachey hote hain
Tere mere dil ki bateen
Loog suneen ge aur
ro dain ge
Main ne apne dil ka har dukh
Lafzoon ki in sachaiyon k naam kiya hay
Mere gham bhi
Wohi pourane gham hain piyaro
Jo main apnon
Beyganon se le leta hoon
Aur kahta hoon
Tere dukh bhi mere dukh hain
Main lafzoon ka sodagar hoon
Tum sab apne dil ki kahani
lafzoon se mujh tak ponchao
Aur phir main ne
Aik aik ka dil behla kar
Geet suna kar gazleen gaaa kar
Apna aap chupana chaha
Par anjanon
Lafz to sachy hote hain
Main na bolon to mere alfaaz sunon ge
Aur Ro do ge
Tere mere dil ki bateen
Kiya lafzoon se chhup sakti hain
Lafz jo sachey hote hain
Aur main lafzoon ka sodagar hoon
Lafz to sachey hote hain
Tere mere dil ki bateen
Loog suneen ge aur
ro dain ge
Main ne apne dil ka har dukh
Lafzoon ki in sachaiyon k naam kiya hay
Mere gham bhi
Wohi pourane gham hain piyaro
Jo main apnon
Beyganon se le leta hoon
Aur kahta hoon
Tere dukh bhi mere dukh hain
Main lafzoon ka sodagar hoon
Tum sab apne dil ki kahani
lafzoon se mujh tak ponchao
Aur phir main ne
Aik aik ka dil behla kar
Geet suna kar gazleen gaaa kar
Apna aap chupana chaha
Par anjanon
Lafz to sachy hote hain
Main na bolon to mere alfaaz sunon ge
Aur Ro do ge
Tere mere dil ki bateen
Kiya lafzoon se chhup sakti hain
Lafz jo sachey hote hain
Aur main lafzoon ka sodagar hoon
Advertisement
·
1 Like ·
Dec 17, 2014 at 07:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video