Poetry / Love
Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Bhool na jaana kahin apna irada yaad rakhna
Ab na hamain rulana tum , ab na door jaana tum
Pehle hi seh chuke hain dukh itne ziyada yaad rakhna
Dil to na dukhao ge mujhay choar to na jao ge
Dil main hi base ho tum ab isse abad rakhna
Tum jo choar jao ge hum to mar hi jayen ge
Tumhare dam se zindagi hai sirf itna yaad rakhna
Chahaton ki duniya main roshni tumhi se hai
Dil toor kar hamain choar kar kahin na jaana yaad rakhna...!

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 05, 2017 at 14:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video