Poetry / Love
JAB TAK
Jab tak zabat ne sath deya khushbiyaan rahe
Lekin dard panhan se hum sokhta_e_ jaan rahe
Pata apne ghar ka maloom naheen humeen lekin
jahan bhi hum rahe tahiya aasman rahe
Sab ko hi shayad ho gi manzil ki aarzo
Hum to besahara bas shamil_e_ karwaan rahe
kuch to judayi ka tanao bhi tha mere azaa par
kuch mosam bhi tabiyat peh baargiraan rahe
Hum to gaye thay aap ko apna samjh k dour
Naam apne naaz pe hum matam kna rahe
Go chasham manzar main hay nazara bahar ka
Lekin dil_ o_ jaan supordo khizaan rahe

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 15, 2014 at 10:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video