Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Bey-Khudi Me Bhi Hum Aisi Khataa Nahi Kartey
Aap Ke Tasaworr Ko Apney Aap Say Kabhi Juda Nahi Kartey
Kaafley Yaadon Ke Jab Aatey Hain Mere Khayaal Me
Paak Daman Dil Ko Hum Apney Phir Siyah Nahi Kartey
Zakham Laakh Ho Dil Pe Ghum Hazaar TouTay Ho
Apney Zarf Ki Bulandi Par Phir Kuch Kaha Nahi Kartey
Faasley Hon Agar Dil Me to Qurbaton Se Kia Hasil
Haatho Ke Milnay se Kabhi Bhi Dil Mila Nahi Kartey
Doubney Ko Hai Aayan Aur Kharey Ho Tum Sahil Par
Dosti Ka Phir Tum Haq Apna Aadaa Kio Nahi Kartey

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 03, 2016 at 12:02
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video