Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tere Shehar Se Paaya Bhi Tu Kiya Paya Main Ne,
Bhanwar Main Doob Gaya Sahara Nahi Paaya Main Ne,
Ro Ro k Apni Aankhain Andhi Kar Li Main Ne,
Tere Janay Ka Ye Soog Manaaya Main Ne,
Bohat Roya Mere Aanay Par Wo Peepal Ka Drakht,
Naam Jis Peh Tera Likh k Mitaaya Main Ne,
Saari Umar Tere Pyar ko DUA Di Main Ne,
Ye Ehad Tha Tere Saath Jo Nibhaya Main Ne
Apni Muhabbat Peh Naaz Kyun Nah Karon
Ke Aaj Tak Us Ka Pyar Nah Bhulaaya Main Ne...

Advertisement
·
2 Like ·
Feb 10, 2015 at 07:02
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video