Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Ae umer-e-ravaan
Aa paas mere
Ik raaz ki baat batani hai
Ik khowab sunana hai tujh ko
Ik dard ki tees si dil main hai
Ik rang dikhana hai tujh ko
Ae umer-e-ravaan
Aa pass mere
Yah neem shabi ki khamoshi
Yah neend ki palkain bojhal si
Ik khuff sa zahan-o-dil par hai
tanhai meri chupke se kahe
Ae umer-e-ravaan
Aa pass mere
Tujh se faqat kahna hai mujhe
Raftaar ko apni dheema rakh
Ik shaks se milna hai mujh ko
Milne ki ghari jo thahri hai
Do char saddi ya ab k baras
Ae umer-e-ravaan
Aa pass mere
Aa paas mere
Ik raaz ki baat batani hai
Ik khowab sunana hai tujh ko
Ik dard ki tees si dil main hai
Ik rang dikhana hai tujh ko
Ae umer-e-ravaan
Aa pass mere
Yah neem shabi ki khamoshi
Yah neend ki palkain bojhal si
Ik khuff sa zahan-o-dil par hai
tanhai meri chupke se kahe
Ae umer-e-ravaan
Aa pass mere
Tujh se faqat kahna hai mujhe
Raftaar ko apni dheema rakh
Ik shaks se milna hai mujh ko
Milne ki ghari jo thahri hai
Do char saddi ya ab k baras
Ae umer-e-ravaan
Aa pass mere
Advertisement
·
2 Like ·
Jan 06, 2015 at 21:01
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video