Poetry / Humorous
Muzammil Shahzad
Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo,
Bhale mujhse lelo yaha ka ye Visa,
Magar mujhko lauta do college ki sabse purani nishaanee
Woh chupke se journal mein jo bheji thi chitthi,
Woh parhte hi chitthi tha uska bhadakna,
Woh chehre ki laali, woh aankhon kaa ghussaa...
Kari dhoop mein apnay room se nikalnaa,
Woh project ki Khatir - tha dur dur bhataknaa ,
Woh lecture mein doston ki proxy lagaanaa,
Woh sir ko chirana, aeroplane udaanaa,
Woh submission ki raton ko jagna jagaanaa,
Woh dena Bimaari ka har time bahana,
Woh doosron ka assignment ko apnaa banana... .....

Advertisement
·
1 Like ·
Nov 07, 2015 at 10:11
Category: humorous
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video