Poetry / General
Mera mahboob kal tak tha mera diwana
Lekin kiyon ho gaya woh aaj mujh se begana
woh to is kadar tha mera deewana,
sukun mil jata tha usko,
sunakar mujhe apna afsana
koi baat nahi sanam,
Yeh to dekh raha hai Allaha aur sara zamana
Hum se dhoka karne ka,
kaise chukaogi ab harjana
Bahut jataya tha pyar jhoota,
aur loota mera khazana
Hum to ho gaye barbaad muhabbat mai
ab na karna,
hamari fikar aur na hi humko kabhi rulana.

Advertisement
·
1 Like ·
Jun 13, 2015 at 00:06
Category: general
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video