Poetry / General

Ho gaye Jawan bachay,
Boorhi ho rahi he MAA
Be chiragh ankho me Khwab bo rahi hy
MAA
Rotti apne Hissay ki dey k apne bacho ko
Sabr ki Rida orhay Bhooki so rahi hy
MAA
Saans ki Mariza hy phr b Thande pani se
Kitni sakht Sardi me kapre dho rahi hy
MAA
Gair ki shkayat pr phir kisi shrarat pr
Maar kr mujhe khud hi ro rhi hy MAA
Ay ALLAH PAK humari Maaon ko hamesha salamat rakhna
aur
Humien apni Maa ka khidmat guzaar bna dey. Ameen...!

Advertisement
·
1 Like ·
Nov 12, 2017 at 10:11
Category: general
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video