Islam / Ayaat

Ijunoon

Huqooq E Allah Aur Huqooq Al Ibaad

· 4 Like · Mar 31, 2014 at 11:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Deen Me Giroh Bandi Ki Ijazat Nahee

· 9 Like · Mar 25, 2014 at 19:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

aulaad e aadam ka azli iqrar - tauheed

· 2 Like · Mar 25, 2014 at 09:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Be Shak Shirk Bohat Bada Zulm Hai

· 2 Like · Mar 25, 2014 at 09:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Jo Log Iman Lanay Ke Baad Kaafir Hogaye

jo log iman lanay ke baad kaafir hogaye, phir kufr me barhtay gaye, aison ki tauba hargiz qabool nahe hogi aur ye log gumraah hain (90)
jo log kafir huay aur kufr hi ki haalat mein mar gaye woh agar (nijaat hasil karna chahen aur) badlay mein zameen bhar sona dein to hargiz qabool nahee kiya jayega un logon ko dardnaak azab hoga aur unki koi madad nahee karega. (91)

Surah Al-Imran

· 2 Like · Mar 25, 2014 at 04:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Jo Eman Laye Ho Shetan Ke Naqash E Qadam Par Nah Chalo

jo eman laye ho shetan ke naqash e qadam par nah chalo jo koi is ki perawi karega to wo usay fahash aur badi hi ka hukum de ga

al noor 21

· 3 Like · Mar 23, 2014 at 21:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Ghair Allah Ki Nayaz Karna Shirk Aur Khana Haram Hai

tum par haram hai har murdar, (behta hua)khoon, soor ka gosht aur har woh cheez jo ghair Allah ke naam se mansoob kar di gai, albatta jo shakhs mehaz majboori mein hain, baghawat wa nafarmani mein nahee, uss me se kha le to uss par koi gunah nahee, yaqeenan Allah taala bohat hi maaf karnay wala aur reham farmanay wala hai.

Al Baqra 173

· 3 Like · Mar 22, 2014 at 08:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Sharab Jua, Astanay Aur Faal Nikalnay Walay Pansay

"ae iman walo! yaqeenan sharab, jua, astanay aur faal nikalnay ke pansay ye sab gandi baten aur shetan ke kaam hain pass un se door raho takay falah pa jao. sheta to yahi chahta hai ke sharab aur juay ke zariye tumharay darmiyan bughuz aur dushmani dalde aur tumhen rok de allah ke zikar aur salat se, so ab bhi baaz ajao. Allah ki ata-at karo aur rasool ki ata-at aur (un cheezon se) door raho, phir agar tum (deen se) phir jatay ho to yaad rakho ke hamaray rasoolon par khuli baat pohncha dena hai."

surah Al-Maida 9 to 29

· 2 Like · Mar 18, 2014 at 13:03
Category: ayaat
 
Islam / Ayaat

Ijunoon

Dil Bardashta Na Hon

farmaan e ilahi:
Tarjuma: Allah ko apni qasmon ka nishana nah banao keh tum nekion, taqwa aur logo ki islaah hi ko chhore betho aur Allah khoob sun-nay aur jan-nay wala hai
Al Baqara 224

Tarjuma: tum mein se jo khush-haal hain unhen yeh qasam nahee khani chahiye kay wo rishta daron aur miskeenon aur Allah ki rah mein hijrat karnay walon ko kuch nah denge, balkay unhen chahiye hai kay wo maaf aaur dar guzar karden. kya tumhe ye pasand nahee kay Allah tumhe maaf farmade, aur Allah bada bakhsnay wala aur be hadd reham karnay wala hai.
Al-Noor:22

· 2 Like · Jan 14, 2013 at 22:01
Category: ayaat Tags: Qasam
 
Kisi ko Achi Baat Batane ka Sawab
Posted by Aras Rahes
Posted on : Apr 14, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS