#haidth
Islam / Ahadith
Ijunoon
Salam Me Sabqat
Nabi kareem SAWW ne farmaya:
" Logo mein Allah kay nazdeek sab se behtar woh shaks hai jo salam mein sabqat karay ".
(Sunan Abu Dawood, Hadith Number 5197)
#haidth #abudawood
" Logo mein Allah kay nazdeek sab se behtar woh shaks hai jo salam mein sabqat karay ".
(Sunan Abu Dawood, Hadith Number 5197)
#haidth #abudawood
·
1 Like ·
Jan 20, 2013 at 23:01
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Ijunoon
Jahan Karnay Walon Kay Liye Jannat Mein 100 Darjay Hain
hazrat abu huraira R.A say riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jannat mein 100 darjay hain jo Allah ki raah mein jahad karnay walon kay liye tayyar kiye gaye hain do darjon kay darmiyan itna fasla hai hai jitna aasmaan aur zameen kay darmiyan hai
(bukhari)
#haidth #sahihbukhari

Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith
Tags: Jannat
Advertisement
Islam / Ahadith
Ijunoon
Qabroh Ko Sajdah Gah Banana Yahoodio Ka Fail Hai
hazrat abu hurera R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
Allah taala yahood ko barbaad karay unhon ne apnay nabion ki qabron ko sajdah gah bana liya
(bukhari ma fath, raqm : 347, kitab as salat)
#haidth #sahihbukhari
/>
Allah taala yahood ko barbaad karay unhon ne apnay nabion ki qabron ko sajdah gah bana liya
(bukhari ma fath, raqm : 347, kitab as salat)
#haidth #sahihbukhari
/>
·
1 Like ·
Jan 14, 2013 at 13:01
Category: ahadith
Sponored Video