Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Ek Aurat Hazrat Umer (R.A) k pas aai aur kaha k meri tail ki shishi zameen par giri aur zameen ne sara tail pee liya hai,
Aap wapis karwa dein,
Aap (R.A) ne 1 khat likha aur aurat ko usi jaga rakhny ko kaha,
Aurat ne khat rakha to tail ka chashma ubal para Aurat ne shishi bhar li,
Aurat ne khat khola to us me likha tha k"Ay zameen tail wapis kar de warna main teri jaga pe kisi Be-Namazi ko dafan kar dunga".
Be-Namazi k azab se dar kar zameen ne tail wapis kar diya, to unka kya hoga jo jaan boojh kar namazein qaza karte hain?
Kya pata aap ka ye msg kisi ko NAMAZI bana dey.

Advertisement
· 1 Like · Jun 03, 2013 at 14:06
Category: islamic Tags: Hadith Namaz Islam Sms
 

Latest Posts in sms

Shared Too Much?
Posted by Video Ads
Posted on : Apr 05, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS