Archives

Please Login to Send Message.

Ashraf Shahid

From : Pakistan
Followers : 0   Total Updates : 39
Member Since : Mar 17, 2014
Social Wall / Text

Ashraf Shahid

Un Bewaqoofon Ko Azad Karana Mushkil Hai Jo Apni Zanjeeron Ki Izzat Karte Hain

un bewaqoofon ko azad karana mushkil hai jo apni zanjeeron ki izzat karte hain

· 0 Like · Feb 02, 2017 at 10:02
Category: text
 
Social Wall / Text

Ashraf Shahid

Un Bewaqoofon Ko Azad Karana Mushkil Hai Jo Apni Zanjeeron Ki Izzat Karte Hain

un bewaqoofon ko azad karana mushkil hai jo apni zanjeeron ki izzat karte hain

· 0 Like · Feb 01, 2017 at 18:02
Category: text
 
Advertisement
Social Wall / Photos

Ashraf Shahid

Wuzoo K Mustahbaat

· 0 Like · Jun 08, 2016 at 14:06
Category: photos
 
Social Wall / Text

Ashraf Shahid

Bawaqt E Zarorat

Apna wo hai jo bawaqt-e-zarorat kaam aye.

· 0 Like · Sep 04, 2015 at 18:09
Category: text
 
Social Wall / Photos

Ashraf Shahid

Dil K Ansoo.

· 0 Like · Sep 03, 2015 at 02:09
Category: photos
 
Social Wall / Photos

Ashraf Shahid

New Style

· 0 Like · Aug 23, 2015 at 17:08
Category: photos
 
Poetry / 0

Ashraf Shahid

Khushi Aur Gham Ka Rishta

Maine phoolon se puchaa hai
Kaanton se bhi jhagda huwa hai
Puchha maine Khushi kahan rahti hai
Ye gham kahan hota hai

Phool tab muskurayen,kaanton
Ne bhi dikhayi aankh mujhko
Main Thoda sa dar gaya tha par,
Thoda sa sukun tha

Dono ne mil kar tab kaan mera pakda,
Ek raasta dikhaaya
Hume alag kar ke dekho, na paaoge
Kuch bhi, Samajh jao ALAM

Khushi wahin rahti hain,
Jahaan gham ka nagar hota hai
Phool wahin rehte hain
jahan kaanton ka ghar hota hai
Jaao usey ab talaasho,
ab usey jaa kar dhundho

Pahadon se bhi puchha tha
Main ye sawaal yaaro
Gussa aya tha wah bhi par
wah bhi tha muskuraaya

Usne bhi mujhe tab ek raasta
dikhaaya ,Kaha tab usne
Yaar Mere sine par BAaDAL hain
Bijliyan giraatey

Par baarishon ke aagosh me bhi
so jaata hun main aksar
Baghair Baadlon ke na
kuch bhi yaar bhaaten

Samajh jaao ALAm ek baat meri maano,
Thoda sa muskurao
Kabhi bijli kabhi baarish ALAM ye
ek ajib sa asar hota hai

Khushi wahin rahti hain ,
Jahaan gham ka nagar hota hai
Girti hai Bijli wahin jahan
Baaris ka asar hota hai

Na kabhi ghabrao na aansoo bahao,
Thora muskurao

Pahaadon ne kaha hai phoolon se
bhi yaaro ye asar hota hai

Khushi wahin rahti hain ,
Jahaan gham ka dagar hota hai

· 1 Like · Aug 17, 2015 at 13:08
Category: 0
 
Sms / Funny

Ashraf Shahid

Express

aik dafa ka zikar hai k aik aadmi express bus mein safar kar raha hota hai safar bohat lamba hota hai achanak usay rastay mein pati aa jati hai bohat zoor ki woh bus driver kay paas jata hai aur usay kehta hai k mujhey bohat zoo ki pati aai hai bus roko to driver kehta hai k bus express hai yeh nahi ruk sakti lehaza woh aadmi wapas apni seat per ja kay bayth jata hai aur pent mein hi pati kar deta hai thori deer baad driver us say aa k poochta hai k tum nay pati kyun ki to woh aadmi kehta hai k yeh bhi express hai yeh bhi nahi rukti hahahahahah

· 1 Like · May 04, 2015 at 10:05
Category: funny
 
Poetry / 0

Ashraf Shahid

Ek Chup

jhulas raha hai badan
karb ki dhoop ki tamazat say

ghul raha hai sarapa
hijar ke aansun ki nimi say

pandra ke udas chaand ne
bakhsh di hai chandi mere balun ko

dimak ki tarhan chaat raha hai
dard-e-zindagi mujhe andar say

ek chup ka sannata hai
jo wajud par jamid hai

kuch kirchian hain jazbun ki
jo chubh rahi hain pairon main

tanhaii ka sakit moosam hai
roh par jo barsun say tari hai

aur raat ki rida ohDreh hoye
subk ro hawaa gungunaa rahi hai

· 1 Like · Mar 24, 2015 at 21:03
Category: 0
 

Ashraf Shahid

Gender : Male
Country : Pakistan

Followers : 0  
Total Updates : 39
Member Since : Mar 17, 2014
    This user has no friend
Coming Soon!


This user has not uploaded any photo.
Coming Soon!

Random Post

Ashraf Shahid Photos

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS