Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
payaam aaye hain us yaar-e-bewafaa ke mujhey
jisey qaraar na aayaa kahiin bhulaa ke mujhey
nas`hee se kahun to nahin yaad-e-yaar kaa aalam
ke le urraa hai koii dosh par havaa ke mujhey
judaaiyaan hon to aisii k umar bhar na miley
fareb to do zaraa silsiley barhaa ke mujhey
main Khud ko bhool chukaa tha magar jahaan waley
udaas chhor gaye aaiinaa dikhaake mujhey

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 17, 2015 at 08:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video