Poetry / Sad
Hum ne dukh derd kamaye hain mohabbet ker k
Janay nasib kahan ja soye hain mohabbet ker k
Aik shakhs ko apna banany ki chah mein
Apnon se bhi door nekal aaye hain mohabbet ker k
Ab tu chubny lagi hain tooti hoe kirchian unki
Jo khwab hum ne sajaye hain mohabbet ker k
Alam.e.bekhudi me tera nam kya pukar baithy
Kya kya ilzam hum pr na aye hain mohabbet ker k
Ek shub tanhai kay seeny pay sar rakh k
Baha diye ansoo jo mil paye hain mohabbet kar k
Dukh sukh k es sody me kya khoya kya paya
Ek yei hisaab na ker paye hain mohabbet ker k
Apni benayazi pay jinain gharoor tha SEHAR
Aaj apni anaa hi haar aaye hain mohabbet ker k.....

Advertisement
·
1 Like ·
Sep 01, 2015 at 23:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video