iJunoon Archives
Quotes / Urdu Quotes
Muzammil Shahzad
Sadqa
Apni subah ka aaghaaz sadqa se karen khuwah roti ka tukra ya muskurata chehra hi kyun na ho.
·
4 Like ·
Nov 19, 2018 at 08:11
Category: urdu-quotes
Social Wall / Text
Zahid Mahmood
Don’t Tell Me That You Love Me,
Don’t tell me that you love me, because anyone can tell me that. Tell me that I make you tear up with anger and frustration, but at the end of the day you still want to lay down next to me, put your arms around me, and sleep.
·
0 Like ·
Nov 19, 2018 at 07:11
Category: text
Quotes / Urdu Quotes
Muzammil Shahzad
Insan Ka Husn
·
2 Like ·
Nov 19, 2018 at 04:11
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Omar Hassan
AKK DIN 3 DOST
AK DIN 3 DOST KHANAY PHANAY JATASY HAIN AK KHATA HAY KAY KASHIF HOTA TO WO BHI HAMARAY SAT KHANA KHALAY TA UN MAIN SAY AK BOLTA HAI DOSARY SAY KAY TUM JA KAY KASHIF KO BULALO US WAQT TAK HUM NAHI KHANA KHATAY HAIN WO KHSATA HAI KAY TUM KHALO GAY PHALA KHATA HAI KAY NAHI KHATAY WO CHALA JATA HAI KUCH TIME BAD (SOME TIME LETTER)WO NAHI AATA HAI TO JO DO THAY WO KHATAY HAIN KAY KHANA KHALAY TAY HAIN KASHIF TO AAYA NAHI WO BHI NAHI AA YA WO ABHI KHANA SHURO KARTAY HI HAIN KAY WO NEACHAY SAY BOLTRA HAI KAY TABHI TO MAIN JA NAHRRHA THA..
·
2 Like ·
Nov 19, 2018 at 04:11
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Naveed Shehzad
Wisaal O Hijr Me
wisaal-o-hijr me
ya khwab se mahroom aankhon me
kisi aehd-e-rifaqat me
ke tanhai ke jangal me
khyal-e-khal-o-khad ki roshani ke gahre baadal me
chamkti dhoop me ya phir
kisi be abr saye me
kahin baarish me bhige jism-o-jaan ke nasrparon me
kahin hoton pe shairon ki mahaktie aabsharon me
chiraghon se saji shaamon me
ya benoor raaton me
sahr ho runuma jaise kahin baaton hi baaton me
koi lipta hua ho jis tarah
sandal ki khushboo me
kahin pe titliyon ke rang tasweeren bana te hon
kahin pe jugnuon ki muthiyon me roshani khud ko chupati ho
kahin kaisa hi manzar ho
kahin kaisa hi mausam ho
tere saare hawaley ho
teri saari misalon ko
muhabbat yaad rakhti hai
ya khwab se mahroom aankhon me
kisi aehd-e-rifaqat me
ke tanhai ke jangal me
khyal-e-khal-o-khad ki roshani ke gahre baadal me
chamkti dhoop me ya phir
kisi be abr saye me
kahin baarish me bhige jism-o-jaan ke nasrparon me
kahin hoton pe shairon ki mahaktie aabsharon me
chiraghon se saji shaamon me
ya benoor raaton me
sahr ho runuma jaise kahin baaton hi baaton me
koi lipta hua ho jis tarah
sandal ki khushboo me
kahin pe titliyon ke rang tasweeren bana te hon
kahin pe jugnuon ki muthiyon me roshani khud ko chupati ho
kahin kaisa hi manzar ho
kahin kaisa hi mausam ho
tere saare hawaley ho
teri saari misalon ko
muhabbat yaad rakhti hai
·
1 Like ·
Nov 19, 2018 at 04:11
Category: love
Quotes / Urdu Quotes
Muzammil Shahzad
Veeran Zindagi
·
2 Like ·
Nov 18, 2018 at 23:11
Category: urdu-quotes
Poetry / Love
Naveed Shehzad
Sirf Do
mohabbat to janaa
hoti hai do kay dermian
aur phir jo koe bhi aata hai baad mein
woh teesra hay
so tumhein kesay sumjhaayein
ana to koi teesra hay
jo meray tumhaaray
dermiaan khara hay
aao toR dein is tikon ko
phir sey bun jaaien
sirf do
hoti hai do kay dermian
aur phir jo koe bhi aata hai baad mein
woh teesra hay
so tumhein kesay sumjhaayein
ana to koi teesra hay
jo meray tumhaaray
dermiaan khara hay
aao toR dein is tikon ko
phir sey bun jaaien
sirf do
·
1 Like ·
Nov 18, 2018 at 21:11
Category: love
Jokes / Miscellaneous
Ameera Gul
Mazah
aik austad shagird se poochta hai ke batao humein aunt aur shahad ki makhi se kia sabak milta hai shagird aunt se ye milta hai ke kitar bana ker chalo aur makhi se ye ke jo koi chere ausay dang maro, keisa hai
·
1 Like ·
Nov 18, 2018 at 19:11
Category: miscellaneous
Sponored Video