iJunoon Archives
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Reza E Kaanch Ki Soorat
Reza-e-Kaanch Ki Soorat Main Bikhar Jata Hoon
Main Teri Yaad Me Jab Had Sy Guzr Jata Hoon
Ab Gurezaan Hai Wo Milnay Sey Jo Kehta Tha Kbi
Tum Se Milty He Main Aur Nikhar Jata Hon
Roz Khata Hon Tujhy Yaad Na Karny Ki Qasam
Roz Vadon Sy Men Apny He Mukar Jata Hon
Muj Ko Tamasha Bna Dia Hy Mohabt Ne Teri
Log Kasty Hen Aawazein Men Jidhar Jata Hon
Hr Gham Py Chaya Hy Mohabt Ka Dhoka
Ab Koi Pyar Sy Bulata Hy To Dar Jata Hon

·
1 Like ·
Feb 22, 2018 at 15:02
Category: sad
Social Wall / Photos
Ijunoon
Hamesh Chhoti Chhoti Ghaltion Se Bachanay Ko Koshih Karo
Hamesh chhoti chhoti ghaltion se bachanay ko koshih karo, q k insaan paharon se nahee patharon se thokar khata hai
·
1 Like ·
Feb 22, 2018 at 13:02
Category: photos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Gham K Maroon K Sisakne Ka Saman Daikha Hai
gham k marun k sisaknay ka samaan dekha ha,
dard insan k pehlu main jwan dekha ha,
dard or dukh to milay mil na saka dil ko sukoon,
dil k har parday main ek gham ko nihaan dekha ha,
gulshan aabad tah e daam e sayadaan hi raha,
har jaga bulbuloon ko mehv e fighaan dekha ha,
pinhaan rehti hi nahi aatish e ulfat ki tapash,
Quais o Farhad k jalnay ka dhuwaan dekha ha,
kis qadar zulm ha insaan ka insaan k sath,
waqt ki ankh se ashkoon ko rawaan dekha ha,
kis k ajanay se ai FAZAL teray hosh uray,
yad tak bhi na raha kis ko kahan dekha ha,

Feb 22, 2018 at 09:02
Category: sad
Jokes / Ustaad Aur Shagird
Safia Saeed
50 Rs Inaam
ustaad: mujh se riyazi ka koi sawal poocho agar mene hall na kiya to tumhe 50 Rs. inaam
shagird: paani me 5 batakh ja rahi theen darmayan wali bol mere peechay 3 aur agay 4 batkhen hain. hall karo
ustaad: ye lo 50 Rs. tum hall karo
shagird: 50 Rs. lene k baad bola darmiya wali batakh jhoot bol rahi thee

2 Like ·
Feb 22, 2018 at 09:02
Category: ustaad-aur-shagird
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mosam Badal Gaye Zamane Badal Gaye
Mosam badal gaye zamany badal gaye,
Lamhoon main dost barsoon purany badal gaye,
Din bhar rahy jo meri muhabbat ki shaoun main,
wo log dhoop dhalty hi thikany badal gaye,
kl jin k lafz lafz main chahat thi pyar tha,
lo aj un laboon k tarany badal gaye,
Ek shakhs kya gaya mera sheher chor kar,
jeenay k sary dhang purany badal gaye,
Ab wo wo na raha main main na raha,
sary hi zindagi k fasany badal gaye

Feb 22, 2018 at 03:02
Category: sad
Jokes / Ustaad Aur Shagird
Samreen Anjum
Teen Lafz
ustaad: woh teen lafz batao jo school me sab se zyadah bolay jatay hain.
bacha: mujhe nahee pata
ustaad: shabash baith jao!
bacha: mujhe nahee pata
ustaad: shabash baith jao!
·
1 Like ·
Feb 22, 2018 at 02:02
Category: ustaad-aur-shagird
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hamari Hasti Mita Rahe Ho
hamari hastee mita rahay ho tumhari marzi
nishan e ibrat bana rahay ho tumhari marzi
meray jighar mai jafa k khanjar utar kar tum
wafa k naghmay suna rahey ho tumhari marzi
tumhari khatir jo sari dunya ko chhorh aaya
usee say daman chhurha rahay ho tumhari marzi
meri umeedo'n k ashyanay ujharh kar tum
kisi ki dunya basa rahay ho tumhari marzi
tumhara deedar ikk bahisht e nazar hai lekin
tum apna chehra chhupa rahay ho tumhari marzi

Feb 21, 2018 at 21:02
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Sakeena Hussain
Google Teri Bebay Da Vehra Nahee
Pappu di maan: pappu meri jutti labb de
pappu panj minute baad google wich tpe karan laga meri maa di jutti
google: ae google way teri maa da vehra nahee
pappu panj minute baad google wich tpe karan laga meri maa di jutti
google: ae google way teri maa da vehra nahee
·
1 Like ·
Feb 21, 2018 at 19:02
Category: miscellaneous
Sponored Video