Sms / Cool

Husband

Position of a husband is like a split AC. No matter how loud it is outside, but inside the house, it is designed to remain silent.

· 1 Like · May 21, 2009 at 05:05
Category: cool Tags: Nasha Husband
 
Sms / Dard

Ijunoon

Nasha Hum Karte Hain Ilzam Sharab Ko Diya Jata Hai

Nasha hum karte hain ilzam sharab ko diya jata hai
per isme kusoor sharab ka nahi unka hai
jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai..

· 1 Like · Nov 21, 2007 at 04:11
Category: dard Tags: Nasha Sharab
 
Advertisement
Sms / Ghazal

Ijunoon

Fizaoo Main Rang Bharta Hai Tumhara Chaand Sa Chehra

Fizaoo main rang bharta hai tumhara chaand sa chehra
Mujhe bechain karta hai tumhara chaand sa chehra

Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela
Meri khatir sanwerta hai tumhara chaand sa chehra

Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain
Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chaand sa chehra

Koi chehra meri aankhoun ko khera nahin ker sakta
Mujhe madhosh karta hai tumhara chaand sa chehra

Meri basti se shayad iss liyay tum dour rehte ho
Gehan lagne se darta hai tumhara chaand sa chehra

Tawaja kis qadar dene laga hun aaj kal khud per
Mere charoun taraf jab siyah raat aati hai

Tou phir mujh mein uterta hai tumhara chaand sa chehra

Mere se yun hi TUM apni dosti rakhna
Andhere main nikharta hai tumhara chaand sa chehra

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal Tags: Nasha Chaand
 
Sms / Shairi

Ijunoon

Ishq Aisa Karo Ki Dharkan Mein Bus Jaye…

Ishq aisa karo ki dharkn mein bs jaye
saans bi lo to khushboo usi ki aye.
pyar ka nasha aankhon pe cha jaye
baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 05:04
Category: shairi Tags: Nasha
 
Sms / Shairi

Unknown

Do Jahaz Hotey Hain

do nasha karnay walay hotay hain
unmain say ek kahta hai kay mera baap itna bara hai kay asman say batain karta hai
dosra kahta hai kay mera baap itna bada hai kay asman us say batain karta hai

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi Tags: Nasha Asman
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Nasha

mum: aap ne munne ko itna kyon maara,
dad:is liye ke usse nasha chara huw tha,
mum: per itna maar maar kar khoon nikaal diya aap ne munne ka achi baat to nahin.
dad: mein bhi nashe mein tha.

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Nasha
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Jam

wo jam kia jis me nasha nahi ! wo jam kia jis me nasha nahi ! wo jindagi he kia jisma maza nahi ! wo jindagi he kia jisma maza nahi

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Nasha
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Apna Bana Kr Dekho


Kabhi mujhe apna bana ke toh dekho,

kabhi tum bhi mujhse dil laga ke toh dekho,

zamaana tumhe apna banana chahata hai,

kabhi mujhe apne dil mein basa ke toh dekho,

zamaane ne diye hai yun to lakho zakham,

kabhi un zakhmoh par malham laga ke toh dekho,

tumhe milenga yun toh saahil bahut,

magar mujhe kinara bana ke toh dekho?

dhadakte dil ko sahara mil jayega,

kabhi mujhe gale se laga ke toh dekho?

ishq ek aisa nasha hai jo bhoola de is jahaan ko,

is mein zara doob ke toh dekho?

kabhi mujhe apna bana ke toh dekho,

kabhi tum bhi mujhse dil laga ke toh dekho,








If U like that
SMS or Call


0321-6367645
0304-6238246

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Nasha
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS