Archives

Islam / Duaen

Kashif Yaqoob

Aey RAB-e- Kainaat
Main TERAY Poshida Namo K Wasile Se
Or
Teri Is Bazurgi K Wastey Se
Jo Jalal-o-Azmat k Pardon Me Hai
TUJH se
Ye Sawal Krta Hoon K
Is Betab Nafs
Or
Kamzor Jism pr Tars Kha Is liye K
Jo TERAY Sooraj Ki
Tapish
Ko Bardasht Nhi Kar Sakti
Wo
TERI Jahannum Ki
Aag
Ko Kese Brdasht Karega?
0r
Jo TERAY Badal Ki Garaj Se
Kanp Uthta Hai
Wo TERAY
Ghazab
Ki Awaz Ko Kese Sun Sakta Hai?
Jisey TERI Rehmat Aur Pyaar ki Aadat Hai,
Wo TERI Narazgi Ka Saamna Kese Karega???
Bas Elaahi, Hamarey Haal Pr Reham Farma
Or
karam kar
Or
Hum sub ko muaf farma de
Aur hum Se Raazi Ho Ja...
(Aameen)

Advertisement
· 3 Like · Apr 30, 2013 at 13:04
Category: duaen Tags: Dar Mohabbat Islam Dua Khuda Allah
 
Dunya ki Mohabbat har Gunah ki Jarr
Posted by bushra shah
Posted on : Jul 15, 2015

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS